Wednesday, 29 February 2012

Gali Main Aaj Chand Nikla Lyrics


Song Name : Gali Main Aaj Chand Nikla

 

Movie : Jakhm (1998)


Singer(s) : Alka Yagnik


Music Director : M M Kareem


Lyricist : Anand bakshi



Lyrics:


Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Yeh naina bin kaajal tarse
Baara mahine baadal barse
Suni rab ne meri fariyaad
Suni rab ne meri fariyaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Aaj ki raat jo main so jaati
Khulti aankh subah ho jaati
Main to ho jaati bas barbaad
Main to ho jaati bas barbaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla
Maine tumko aate dekha
Apni jaan ko jaate dekha
Jaane phir kya hua nahin yaar
Jaane phir kya hua nahin yaar, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla

Aur Es DiL Main Kya Rakha Hai Lyrics


Song Name : Aur Es DiL Main Kya Rakha Hai


 


Movie : Imaandaar (1987)


Singer : Asha Bhosle, Suresh Wadkar



Music Director : Kalyanji Anandji

(with Noor Jahan Ji)


Lyricist : Prakash Mehra



Lyrics: 

aur iss dil me kya rakha hai
tera hee dard chhupa rakha hai
chir ke dekhe dil mera toh
tera hee nam likha rakha hai

pyar ke afasane sune the logo se
pyar kya hota hai, yeh tune samajaya
mila dil tuj se toh, khwab dekhe aise
junun jane kaisa, jawan dil pe chhaya
dil me ayesa dard uthha, dil ho gaya diwana
diwano ne iss duniya me
dard kaa nam dawan rakha hai

nigaho me meree yeh surat hain teree
jindagee yeh meree amanat hain teree
dhadkate sine me mohabbat hain teree
mohabbat yeh teree, ibadat hain meree
tere siwa kuchh yad nahee hai
too hee too dil me

dil ne yar kee puja kee hai
pyar kaa nam khuda rakha hai

Barbaad mohabbat ki saza Lyrics


Song Name : Barbaad mohabbat ki saza


 


Movie : Laila-Majnu (1976)

Singer(s) : Mohd Rafi



Music Director : Madan Mohan



Lyricist : Sahir Ludhianvi



Lyrics:


barabaad e mohabbat ki duaa saath lie jaa
tootaa huaa ikaraar-e-vafaa saath lie jaa

tapati hui raahon mein tujhe aanch na pahunche
diivaane ki ashkon ki ghataa saath lie jaa
barabaad e mohabbat ki duaa saath lie jaa

shaamil hai meraa khoon-e-jigar teri hinaa mein
yah kam hai to ab khoon-e-vafaa saath lie jaa
barabaad e mohabbat ki duaa saath lie jaa

ik dil thaa jo pahale hii tujhe saunp diyaa thaa
yeh jaan bhi ai jaan-e-vafaa saath lie jaa
barabaad e mohabbat ki duaa saath lie jaa

ham jurm-e-mohabbat ki sazaa paaenge tanhaa
jo tujhase hui ho vo Khataa saath lie jaa
barabaad e mohabbat ki duaa saath lie jaa

Tuesday, 28 February 2012

Chal Kahi Door Nikal Jaayen Lyrics


Song Name : Chal Kahi Door Nikal Jaayen


 


Movie : Doosra Aadmi (1977)



Singer(s) : Kishore Kumar and Lata Mangeshkar



Music Director : Rajesh Roshan



Lyricist : Majrooh Sultanpuri




Lyrics:


Kishore: Hmmmm...
Lata: Oooooo...
Kishore: Hmmm mmmm mmmmm
Kya Mausam Hai
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Aye Deewane Dil
Are Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Koi Humdum Hai
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chaahat Ke Kaabil
To Kisliye Hum Sambhal Jaayenge
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye

Lata: Jhoomke Jab Jab Kabhi Do Dil Gaate Hain
Chaar Kadam Chalte Hain Phir Kho Jaate Hain
Kishore: Heyyyyy.. Aisa Hai To Kho Jaane Do Mujhko Bhi Aaj
Yeh Kya Kam Hai
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Do Pal Do Raahi
Arey Mil Jaaye Bahel Jaaye
Lata: Aaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye

Rafi: Yeh Mastiyaan Yeh Bahaar
Dil Ho Chala Beqaraar
Main Girta Hoon Mujhe Thaam Lo
Bheege Labhon Se Mera Naam Lo
Lata: Duniya Ko Ab Do Nazar Kyon Aaye Hum
Itne Kareeb Aao Ki Ek Ho Jaaye Hum
Lata & Rafi: Ki Ek Ho Jaaye Hum Ki Ek Ho Jaaye Hum
Rafi: Ki Ek Ho Jaaye

Lata: Hmmmm..
Khoye Se Hum
Koyi Si Manzil
Achcha Hai Sambhal Jaaye
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Lata: Oooooooooooo
Ho Achcha Hai Sambhal Jaaye
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Lata: Oooooooooooo
Ho Achcha Hai Sambhal Jaaye

Aye Ishq Hamain Barbad Lyrics



Song Name : 
Aye Ishq Hamain Barbad (Gazal)



Mausiqi : Nayyara Noor


Nazm (poet) : Akhtar Shirani



Composer: Khalil Ahmed



Lyrics:

Ay Ishq Humay Burbad Na Kar, Burbad Na Kar
Ay Ishq Na Chera Akay Humay
Hum Bholay Hoo-on Ko Yad Na Kar
Pehelay Hee Bohot Nashad Na Kar
Thoo Aur Humay Nashad Na Kar
Kismuth Ka Sithum Hee Kum Naheen Kuch
Ye Thaza Situm Eejad Na Kar
Youn Zulm Na Kur Baydar Na Kar
Ay Ishq Humay Burbad Na Kar, Burbad Na Kar
Rathon Ko Ut-utkur Rothayn Hai
Ro-rokay Dooan-ay Kurthay Hai
Ankhon May Thusuvur Dil May Khalish
Sur Dhunthayhe Anhen Burthehe
Ay Ishq Ye Kaysa Rogi Luga
Jeetay Hai Na Zalim Murthay Hai
In Khuabon Say Yoon Azad Na Kar
Ay Ishq Humay Burbad Na Kur, Burbad Na Kar
Jis Unse Bunatha Hai Dhyan Tera
Ghubiraey Hooay Say Rehethehay
Hur Waqt Thasavur Kar Kar Ke
Shurimaen Hooay Se Rehethehay
Kumhilaey Hooa Phoolon Ke Thurha
Kumhilaey Hooa Se Rehethehay
Pamali Na Kar Baydar Na Kar
Ay Ishq Humay Burbad Na Kar, Burbad Na Kar
Ay Ishq Humay Burbad Na Kar, Burbad Na Kar

Monday, 27 February 2012

Aye Mere Udhas Man Karaoke Free Download (Mediafire)


Song Name : Aye Mere Udhas Man





 


Movie : Maan Abhimaan (1980)

Singer : Yesu Das



Music Director & Lyricist : Ravindra Jain




Lyrics: 

Aye Mere Udaas Mann Chal Dono Kahin Door Chalen
mere Humdam Teri Manzil Ye Nahin Ye Nahin Koi Aur Hai
is Bagiya Ka Har Phool Deta Hai Chubhan Kaaton Ki
sapne Ho Jate Hain Dhool Kya Baat Kare Sapnon Ki
mere Saathi Teri Duniyan Ye Nahin Ye Nahin Koi Aur Hai.

jaane Mujh Se Hui Kya Bhool Jise Bhool Sakaa Naa Koi
pachtave Ke Aansoon Meri Aankh Bhale Hi Roi
o Re Pagle Tera Apna Ye Nahin Ye Nahin Koi Aur Hai
patthar Bhi Kabhi Ek Din Dekha Hai Pighal Jate Hain
ban Jate Hain Sheetal Neer Jharne Mein Badal Jate Hain
teri Peeda Se Jo Pighale Ye Nahin Ye Nahin Koi Aur Hai.

Friday, 24 February 2012

Shukran Allah Lyrics


Song Name : Shukran Allah

Movie : Kurbaan (2009)


 


Singer(s) : Sonu Nigam, Shreya Ghosal,



Salim Merchant


Music Director : Salim - Sulaiman, 



Shankar, Ehsaan & Loy


Lyricist : Niranjan Iyengar



Lyrics :

Shukran Allah walah hum ud ila
Shukran Allah walah hum ud ila
Shukran Allah walah hum ud ila
Shukran Allah walah hum ud ila

Nazron se nazarein mili to jannat si mehki fizayi
Lab ne jo lab choo liya to aasman se warseed mayi
Aisi apni mohabbat Aisi rooh hai ibaadat
Hum pe meherbaan do jahaan
Shukran allah walah hum ud ila - 4 times

Teri bahaon mein ye jism khil gaya
Teri saanson mein chain mil gaya
Kaise rahoon ab hum judaa ho ho
Tere paas hum itne hue
Tere khwab apne hue
Kaise hue ab hum fida
Aisi uss ki inayat Mitt gayi har shikayat
Hum pe meherbaan do jahaan
Shukran allah walah hum ud ila - 4 times

Hoo allah shukran allah .. hoo allah shukran ..

Tere saiye mein mili har khushi
Teri marzi meri zindagi
Le chal tu jaaye jahan
Haan haan meri aankhon mein nazar teri hai
Meri shaam aur sehar teri hai
Tu jo nahi to main kahan
Khil gayi meri kismat
Paake teri ye chahat
Hum pe meherbaan do jahaan
Shukran allah walah hum ud ila - 6 times

Thursday, 23 February 2012

Apke haseen rukh pe Lyrics


Song Name : Apke haseen rukh pe

Movie : Baharen Phir Bhi Aayengi



 



Singer : Mohd. Rafi


Music Director : O.P. Nayyar

(With Rafi Saheb)

Lyrics : Anjaan



Lyrics :

aap ke hasin rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya qusur hai
aap ki nigaah ne kaha to kuchh zurur hai
mera dil machal gaya to mera kya qusur hai

khuli laton ki chhaanv men khila-khila sa roop hai
ghata pe jaise chha rahi subah-subah ki dhoop hai
jidhar nazar mudi udhar surur hi surur hai
mera dil......................

jhuki-jhuki nigaah men bhi hain bala ki shokhiyaan
dabi-dabi hansi men bhi tadap rahi hain bijaliyaan
shabaab aap ka nashe men khud hi chur-chur hai
mera dil......................

jahaan-jahaan pade qadam vahaan fizaan badal gai
ki jaise sar-basar bahaar aap hi men dhal gai
kisi men ye kashish kahaan jo aap men huzur hai
mera dil.....................

Aaja re a jara Lyrics


Song Name : Aaja re a jara

Movie : Love in Tokyo (1966)


 



Singer(s) : Mohd Rafi



Music Director : Shankar-Jaikishan



Lyricist : Hasrat Jaipuri



Lyrics : 

aaja re aa jara lehara ke aa jara
aankho se dil me samah aaja re aa jara
dekh fija me rang bhara hai
mere jigar kaa jakhm hara hai
sine se mere sar ko laga de
hath me tere dil kee dava hai
aaja re aa jara......

upna sulagna kisko dikhau
sans ke tufan kaise chhupau
aankhen kya kya dekh rahee hain
dil pe ko gujre kaise bataoun
aaja re aa jara......

tere bhee dil me aag lagee hai
mere bhee dil me aag lagee hai
dono taraf hai ek see halat
dono dilon par bijli giri hai
aaja re aa jara lehara ke aa jara
aankho se dil me samah aaja re aa jara

Wednesday, 22 February 2012

Aaye Tum Yaad Mujhe Lyrics


Song Name : Aaye Tum Yaad Mujhe


 


Movie : Mili (1975)


 



Singer (s) : Kishore Kumar



Music Director : Sachin Dev Burman



Lyrics : Yogesh
(With Rafi Sahab)


Lyrics : 

आये तुम याद मुझे, गाने लगी हर धड़कन 
खुशबू लाई पवन, महका चन्दन 

जिस पल नैनो में, सपना तेरा आये
उस पल मौसम पर, मेहंदी रच जाए
और तू बन जाए, जैसे दुल्हन

जब मैं रातो में, तारे गिनता हूँ
और तेरे कदमों की, आहट सुनता हूँ
लगे मुझे हर तारा, तेरा दर्पण

हर पल मन मेरा, मुझको से कहता हैं
जिस की धून में तू खोया रहता हैं
भर दे फूलों से, उसका दामन

Hum tumhare hain sanam Lyrics

Song Name : Hum tumhare hain sanam





Movie : Hum tumhare hain sanam



 



Singer(s) : Anuradha Paudwal, Udit Narayan



Lyricist : Sameer


Music Director
Nikhil-Vinay



Lyrics: 

--MALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--FEMALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--BOTH--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

--MALE--
Hey hey, la la la
La la la la la la la

--FEMALE--
Oh oh oh oh, oh oh oh oh
Oh oh oh oh oh oh oh

--MALE--
(Yeh suhaane pal, yeh mulaaqaatein
Hum na bhoolenge pyaar ki baatein) - 2

--FEMALE--
Din hai mushkil, raat bhaari
Har ghadi hai beqaraari
Chaahatein hoti na kam

--MALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--FEMALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

--MALE--
Ho oh ho, ho oh ho
Ho oh oh oh oh oh oh oh

--FEMALE--
(Tumko dhadkanon mein yun basaana hai
Apni palkon mein yun chhupaana hai) - 2

--MALE--
Jab uthaaye hum nigaahein
Tumko dekhe, tumko paaye
Door jaaye ab na hum

--FEMALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--MALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--BOTH--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 5

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More