Sunday 8 January 2012

Apni ankhon me basakar Lyrics

Song Name : Apni Aankhon Mein




 

Movie : Thokar (1974)


Singer(s) : Mohammed Rafi


Music Director : Shamji Ghanshamji
(Majrooh Saab,Asha ji,Rafi Saab,Shamji Ghansham ji)

Lyrics : Sajan Delvi

Lyrics

Apni ankhon me basakar koi ikraar karun
jee me ahta hai ke jee bar ke tujhey pyar karun
apni ankhon me basakar koi ikraar karun

Maine kab tujhse zamane ki khushi manghi hai
ek halkisi mere lab ne hasee manghi hai
ek halkisi mere lab ne hasee manghi hai
saamne tujhko bithakar tera deedar karun
jee me ahta hai ke jee bar ke tujhey pyar karun
apni ankhon me basakar koi ikraar karun

Saath choothey na kabhi tera yeh kasam le lun
har khushi de ke tujhey tere sanam gham le lun
har khushi de ke tujhey tere sanam gham le lun
haye main kis tarah se pyar ka ijhaar karun
jee me ahta hai ke jee bar ke tujhey pyar karun
apni ankhon me basa kar koi ikraar karun

Guzarish – Ghajini Lyrics


Song Name : Guzarish

 


 


Movie : Ghajini (2008)


Singers : Javed Ali and Sonu Nigam


Music Director : A. R. Rahman


Lyricist : Prasoon Joshi



Lyrics of Guzarish

Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab thoooo

Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh

Hain haal to dil ka tang tang
thu rang ja mere rang rang
bas chalna mere sang sang
hain Guzarishhhhhh

kehde thu han tho zindagi
chainon se chhutke hasegi
moti hunge moti rahon meinnn
yeh yeh yeh

Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh


Sheeshe ke khwaab lekke
raaton mein chal raha hon
takrana jao kahinnnn

aasha ki lon hain roshan
phir bhi toffan ka dhar hain
lon bhuj na jaye kahin

bas eak haan ki guzaarish
phir hogi khusiyon ki baarish

Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh

hmmm mmm mm mmm mmm mm mmm hmmmmm mm…

oho ohhhhhhhhhh oho ohhhhhhhhh..

chanda hain aasman hain
aur badal bhee gane hain
yeh chandaaa chup jaye naaa

tanhayi das rahin hain
aur dhadkan bad rahi hain
eak pal bhi chain aaye na

kaisi aajab dastaan hain
bheechainiyan baas yahan hainnn ohhh

Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh

hain haal tho dil ka thang thang
thu rang ja mere rang rang
bas chalna mere sang sang
hain Guzarishhhhhh

Tu meri adhuri pyas pyas
hmm m m m hmmm

Saturday 7 January 2012

Akhir Tumhe Aana Hai Lyrics


Song Name : Akhir Tumhe Aana Hai

 


 


Movie : Yaalgaar (1992)


Singer : Udit Narayan, Sapna Mukherjee


Music Director & Lyricist : Channi Singh



Lyrics of Akhir Tumhe Aana Hai

Aye mere humraaz mujhko thaam le
Zindagi se bhaag kar aaya hoon main
Barish ho rahi hai ye barish na hoti to bhi na aati

Aakhir tumhe aana hai zara der lagegi
Aakhir tumhe aana hai zara der lagegi
Barish ka bahana hai zara der lagegi
Zakhir tumhe aana hai zara der lagegi

Jaaneman aaja tumhe apna samajh kar koi awaaz de raha hai
Tumne mujhe apna samajha hi kab tum to mujhe dushman samajhte ho

Tum hote jo dushman to koi baat hi kya thi
Tum hote jo dushman to koi baat hi kya thi
Apno ko..
Apno ko manana hai zara der lagegi
Apno ko manana hai zara der lagegi

Meri jaan mere darde mohobbat ka kuchh khayal karo
Sab kuchh bhula do ye dard e mohabbat bhi mita do
Hum dard e mohabbat ka mita sakte hain lekin
Hum dard e mohabbat ka mita sakte hain lekin
Ye rog..
Ye rog purana hai, zara der lagegi
Ye rog purana hai, zara der lagegi

Ye rumani andaz chhodo, jo kehna hai keh daalo
Ye baat nahi wo ke main aate hi suna doon
Ye baat nahi wo ke main aate hi suna doon
Seene se haaye….
Seene se lagana hai zara der lagegi
Seene se lagana hai zara der lagegi
Barish ka bahana hai zara der lagegi
Aakhir tumhe aana hai zara der lagegi

Aakhir tumhe aana hai zara der lagegi
Ho zara der lagegi
Ho zara der lagegi
Zara der lagegi
Zara der lagegi

Tere naam ka deewana Lyrics

Song Name : Tere naam ka deewana





Movie : Suraj Aur Chanda


Singer(s) : Mohammad Rafi


Music Director : Laxmikant-Pyarelal


Lyricist : Anand Bakshi


Lyrics

Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Jis Nazar Pe Dil Fidaa Hai, Us Nazar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Awaaz Dil Ki Pehchaan Le, Main Kaun Hoon Tu Yeh Jaan Le
Awaaz Dil Ki Pehchaan Le, Main Kaun Hoon Tu Yeh Jaan Le
Ik Raat Ka Sitaara, Ik Saher Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Jaan :E-Wafa O Jaan-E-Jigar, Yeh Zindagi To Hai Ik Safar
Jaan :E-Wafa O Jaan-E-Jigar, Yeh Zindagi To Hai Ik Safar
Is Safar Mein Ik Musafir, Humsafar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Phoolon Mein Jaise Hai Rang :O-Boo, Mujhko Chhupaale Aankhon Mein Tu
Phoolon Mein Jaise Hai Rang :O-Boo, Mujhko Chhupaale Aankhon Mein Tu
Mera Dil Tadap Tadap Kar, Dilbar Ko Dhoondhta Hai
Tere Naam Ka Deewana, Tere Ghar Ko Dhoondhta Hai
Jis Nazar Pe Dil Fidaa Hai, Us Nazar Ko Dhoondhta Hai
Us Nazar Ko Dhoondhta Hai
Us Nazar Ko Dhoondhta Hai

Titali udi Lyrics

Song Name : Titali udi

 





Movie : Suraj (1966)

Singer(s) : Sharda

Music Director : Shankar Jaikishan

Lyricist : Shailendra
Original Name - Shankardas Kesarilal


Lyrics of Titli Udi


(Titli Udi Ud Jo Chali
Phool Ne Kaha
Aaja Mere Paas
Titli Kahe Main Chali Aakash) - 2

In Hai Janam Taare Ke Jo Door
Bhale Meri Manjil Kaise Jaaoon Bhool

Jahan Nahin Bandhan, Na Koi Deewar
Jaana Hai Wahan Mujhe Badalon Ke Paar

Titli Udi Ud Jo Chali
Phool Ne Kaha
Aaja Mere Paas
Titli Kahe Main Chali Aakash

Phool Ne Kahaa Tera Jaana Hai Bekaar
Kaun Hai Vahan Jo Kare Tera Intezaar

Boli Titli Donon Pankh Pasaar
Wahan Pe Milega Mera Rajkumar

Titli Udi Ud Jo Chali
Phool Ne Kaha
Aaja Mere Paas
Titli Kahe Main Chali Aakash

Titli Ne Poori Jab Kar Lee Udaan
Nayi Duniya Main Hui Nayi Pehchaan
Mila Use Sapanon Ka Rajkumar
Titli Ko Mil Gaya Mann Chaha Pyaar

Titli Udi Ud Jo Chali
Phool Ne Kaha
Aaja Mere Paas
Titli Kahe Main Chali Aakash

Gori gori Lyrics


Song Name : Gori gori


 


 


Movie : Main Hoon Na (2004)


Singer(s) : Anu Malik, Kay Kay


Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan 


Music Director : Anu Malik


Lyricist : Javed Akhtar



Lyrics of Gori gori


( Gori Gori Gori Gori, Gori Gori
Kabhi Kabhi Kahin Kahin Chori Chori )...(2)
Chhup Chhup Ke Tum Mila Karo
Pyari Pyari Baatein Vaatein Kiya Karo
Par Yun Na Milna Kisi Se Kabhi, Hamare Siva
Gore Gore Gore Gore, Gore Gore, Bhole Bhole Naye Naye Kore Kore
Dekho Dekho Hum Dono Meet Hain, Suno Suno Dil Ke Jo Geet Hain
Par Sunne Paaye Inhein Na Koii Hamare Siva
Gori Gori...Chori Chori
Gore Gore...Kore Kore

Jo Tum Ho Aa Gaye, To Sapney Chha Gaye
Jo Tum Ho Meharban To Rut Hai Javaan
Jo Hum Hai Mil Gaye, To Gul Hai Khil Gaye
Jo Hum Tum Hai Yahaan To Mahka Samaa
Bheegi Bheegi Bheeni Bheeni Hai Hawa
Khoi Khoi Soyee Soyee Hai Fiza
Dheere Dheere Hamein Ye Kya Ho Gaya
Haule Haule Hosh Hi Kho Gaya
Ab Na Rahein Tumhein Yaad Koi Bhi Hamaare Siva
Gori Gori...Chori Chori
Gore Gore...Kore Kore

Jo Hai Ye Dooriyan, To Hai Betabiyan
Jo Paas Aao Yahaan To Haazir Hai Jaan
Jo Tum Betaab Ho, To Ab Tum Ye Suno
Jo Tum Is Dil Mein Ho To Doori Kahaan
Zara Zara Jhuki Jhuki Si Nazar
Abhi Abhi Thodi Thodi Thi Idhar
Meethi Meethi Baatein Kaha To Kaho
Pare Lekin Kabhi Tum Raho
Kuchh Din Kaato Aur Zindagi Hamare Siva
Gori Gori...Chori Chori
Chhup Chhup..Hamaare Siva
Gore Gore...Kore Koreb Dekho Dekho Ham Dono...Koi Hamaare Siva
Gori Gori...Chori Chori
Gore Gore...Kore Kore

Friday 6 January 2012

Tora Man Darpan Lyrics


Song Name : Tora Man Darpan

 


 


Movie : Kajal (1965)


Singer(s) : Asha Bhonsle


Music Director : Ravi


Lyrics : Sahir Ludhianvi



Lyrics of Tora Man Darpan


tora man darpan kahalaye - 2
bhale bure sare karmo ko, dekhe aur dikhaye
tora man darpan kahalaye - 2

man hi devata, man hi Ish{}var, man se bada na koy
man ujiyara jab jab phaile, jag ujiyara hoy
is ujale darpan pe prani, dhul na jamane paye
tora man darpan kahalaye - 2

sukh kI kaliyan, dukh ke kate, man sabaka Adhar
man se koi bat chhupe na, man ke nain hazar
jag se chahe bhag lo koi, man se bhag na paye
tora man darpan kahalaye - 2

Dard E Tanhai Lyrics


Song Name : Dard E Tanhai



 

Movie : Jashnn (2009)


Singer(s) : Nouman Javaid


Music Director : Toshi Sabri, Sharib Sabri


Lyricist : Kumaar


Nouman Javaid




Nilesh Mishra


Lyrics of Dard E Tanhai

[Bechainiyaan hai, saanse rukki hai,
Tanhaiyon mein teri kami hai] -2 times
Aankhon mein aansu thamte nahi hai,
Kaise hai yeh pal katt te nahi hai,
Dard-e-tanhai mein, Dard-e-tanhai mein,
Dard-e-tanhai mein, Dard-e-tanhai mein…
Phoolon ki yeh shaakhein hai kaanto se sazi,
Mitne se naa mitegi dil ki yeh bebasi,
Jo hum pe guzri hai beete tum pe kabhi,
Tumko bhi yaad aaye beeti baaten sabhi,
Mushkil hai khushiyon se gum ka milna yahan,
Sholon mein lipta hai mere dil ka jahan,
Dard-e-tanhai mein, Dard-e-tanhai mein,
Dard-e-tanhai mein, Dard-e-tanhai mein…
Aise bhi hum jiyenge, kabhi socha hi nahi,
Jo sapne toot jaaye wo judte phir nahi,
Dassti hai yaadon ki parchaiyaan teri,
Aawara iss dil ki koi manzil hi nahi,
Saahil se yeh lehren kyu hoti hai juda?
Aankhon ke yeh aasun tujhe dete hei sata,
[Dard-e-tanhai mein, Dard-e-tanhai mein,
Dard-e-tanhai mein, Dard-e-tanhai mein] – 2 times

Tujhse Naraz Nahi Lyrics


Song Name : Tujhse Naraz Nahi


 

Movie : Masoom (1983)


Singer(s) : Anup Ghoshal


Music Director : R D Burman


Lyricist : Gulzar



Lyrics

tujhase naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main
o hairaan hoon main
tere masoom savalon se pareshaan hooN main
o pareshaan hoon main

jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalane honge
muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge
muskuraoon kabhi to lagata hai
jaise hontonn pe karz rakhaa hai
tujhase ...

aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi
kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi
jaane kahan gum kahan khoya
ek aansu chhupake rakha tha
tujhase ...

zindagi tere gum ne hamain rishte naye samajhaye
mile jo hamain dhoop main mile chhaanv ke thande saaye

o tujhase ...

Tum aa gaye ho noor aa gaya hai Lyrics


Song Name : Tum aa gaye ho

 

Movie : Aandhi (1975)


Singer(s) : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar


Music Director : Rahul Dev Burman


Lyricist : Gulzar



Lyrics

Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai - 2 
Nahi To Charaago Se Lau Jaa Rahi Thi 
Jeene Ki Tumse Wajeh Mil Gayi Hai 
Badi Bewajeh Zindagi Jaa Rahi Thi 
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai 

Kaha Se Chale Kaha Ke Liye
Ye Khabar Nahi Thi Magar 
Koi Bhi Seera Jaha Jaa Mila 
Wahi Tum Miloge 
Ke Ham Tak Tumhaari Duwa Aa Rahi Thi 
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai 
Nahi To Charaago Se Lau Jaa Rahi Thi 
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai 

Din Dooba Nahi Raat Doobi Nahi 
Jaane Kaisa Hai Safar 
Khwaabo Ke Diye Aankho Mein Liye 
Wahi Aa Rahe The 
Jaha Se Tumhaari Sada Aa Rahi Thi 
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai 
Nahi To Charaago Se Lau Jaa Rahi Thi 
Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya Hai

Dekh Le – Munnabhai MBBS Lyrics


Song Name : Dekh Le




Movie : Munnabhai MBBS (2003)


Singer(s) : Sunidhi Chauhan, Anu Malik


Music Director : Anu Malik


Lyricist : Rahat Indori, Abbas Tyrewala



Lyrics

Yaar zara mahol bana
Har par main utha sadiyon ka maza
jo beet gaya so beet gaya
jo beetna hai vo hans ke bita

Yaar zara mahol bana
har pal main pee bas ek dawa
jee khol ke jee, jee jaan se jee
kuch kam hi sahi par shaan se jee

Dekh le
aakhon main aakhen daal
seekh le
har pal main jeena yaar
soch le
jeevan ke pal hain char
yaad rakh
marna hai ek baar
marne se pahle jeena
seekh le

dekh le
aakhon main aakhein daal
seekh le

baiyaan
khushiyon ki thaam ke baiyaan
gam ki marod kalaiyaan
gam ka yaaron gam mat karna
chhod de ab to har pal marna
marne se pahle jeena
seekh le

dekh le
aakhon main aakhen daal
seekh le
har pal main jeena yaar
soch le
jeevan ke pal hain char
yaad rakh
marna hai ek baar
marne se pahle jeena
seekh le

baiyaan
saanson ki khudh pe daale
baiyaan
jeevan hai barf ki naiya
naiya pighle haule haule
chahe hans le chahe ro le
marne se pahle jeena
seekh le

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More