Tuesday, 3 April 2012

Jhonka Hawa Ka Aaj Bhi Lyrics


Song Name : Jhonka Hawa Ka Aaj Bhi





Movie : Hum Dil De Chuke Sanam

Singer(s) : Hariharan, Kavita Krishnamurthy


Music Director : Ismail Darbar

Lyricist : Mehboob


Lyrics :


--Male--
Aaa aaaa aaaa 

--Male--
Jhonka Hawa Ka Aaj Bhi,Julfein Udaata Hoga Na,
Tera Dupatta, Aaj Bhi Tere,Sar Se Sarakta Hoga Na,
Baalon Mein Tere Aaj Bhi,Phool Koi Sajta Hoga Na,

--Male--
Thandi Hawayein Raaton Mein Tujhko, Thapkiyaan Deti Hongi Na
Chaand Ki Thandak, Kwabon Mein Tujhko, Le Ke Toh Jaati Hogi Na,
Sooraj Ki Kirnen, Subah Ko Teri,Needien Udaati Hogi Na,
Mere Khayalon Mein Sanam, Khud Se hi Baatein Karti Hogi Na,
Main Dekhta Hoon, Chup Chup Ke Tumko, Mehasoos Karti Hogi Na, 
Jhonka Hawa Ka Aaj Bhi, Julfein Udaata Hoga Na 

--Chorus--
Tadev Lagnam Suridam Tadev
Naarabalam Chandra Balan Tadev
Vidya Balam Daiv Balan Tadev
Lakshmi Pate Tendra Yugam Swarami
Shubmangal Sawadha

--Male--
Kagaz Pe Meri, Tasveer Jaisi Kuch Toh Banati Hogi Na,
Ulat Palat Ke, Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na,
Hanste Hanste Aankhen Tumhari, Bhar Bhar Aati Hongien Na,
Mujhko Dhaka Tha, Dhoop Mein Jis Se, Woh Aanchal Bhigoti Hogi Na,
Saawan Ki Rimjhim Mera Tarana, Yaad Dilati Hogi Na,
Ik Ik Meri Baatein Tumko Yaad Toh Aati Hongein Na,
Yaad Toh Aati Hogi Na, Yaad Toh Aati Hogi Na,
Kya Tum Mere In Sab Sawalon Ka Kuch Toh Jawab Dogi Na 

Pyar Kiya To Nibhana Lyrics


Song Name : Pyar Kiya To Nibhana



Movie : Major Saab (1998)


Singer(s) : Anuradha Paudwal, Udit Narayan


Music Director & Lyricist : Anand Raj Anand


Lyrics

Udit:
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Ek Pal Bhi Jaane Jaana
Mujhse Door Nahin Jana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana

Anuradha:
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Ek Pal Bhi Jaane Jaana
Mujhse Door Nahin Jana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana...
Abh Zindagi Ka Maksad
Hai Bas Tumhara Saath
Ek Baar Keh Do Tum Bhi
Haathoon Mein Le Ke Haath

Udit:
O, Abh Zindagi Ka Maksad
Hai Bas Tumhara Saath
Ek Baar Keh Do Tum Bhi
Haathoon Mein Le Ke Haath

Anuradha:
Hum Tum, Tum Hum Ban Ke Rahein
Hum Raaz Humsafar

Udit:
Shikwa Kare Na Koi
Ek Duje Se Umar Bhar

Anuradha:
Pyaar Humara Ho Aisa Ke
Dekhe Ye Zamaana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana

Udit:
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Ek Pal Bhi Jaane Jana
Mujhse Door Nahin Jana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Pyaar Kiya To Nibhana
Na Main Tumhe Sataoon
Na Tum Mujhe Sataoo

Anuradha:
Main Tumko Samajh Jaoon
Tum Mujhko Samajh Jao

Udit:
Na Main Tumhe Sataoon
Na Tum Mujhe Sataoo
Anuradha:
Main Tumko Samajh Jaoon
Tum Mujhko Samajh Jao

Udit:
Chahaat Hi Pooja Ho
Man Mandir Ho Jaaneman
Anuradha:
Ek Duje Ke Bin
Ek Pal Bhi Lagta Nahin Hai Man

Udit:
Phir To Jeevan Ban Jayega
Pyaar Ka Taraana
Pyaar Kiya To NIbhana
Pyaar Kiya To NIbhana
Pyaar Kiya To NIbhana
Pyaar Kiya To NIbhana
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana

Anuradha:
Kehta Hai Pal Pal Tumse
Ho Ke Dil Ye Deewana
Ek Pal Bhi Jaane Jaana
Mujhse Door Nahin Jana
Pyaar Kiya To NIbhana
Pyaar Kiya To NIbhana

Udit:
Pyaar Kiya To NIbhana
Pyaar Kiya To NIbhana...

Akeli Na Bazar Jaya Karo Lyrics


Song Name : Akeli Na Bazar Jaya Karo



Movie : Major Saab


Singer(s) : Udit Narayan

Music Director & Lyricist : Anand Raj Anand

Lyrics :


Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi


Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Sabhki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi


Samjho Zara Baat Meri Janaab
Bajaria Mein Sabki Najaria Kharaab
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi


Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi


Tum Aaina Jo Dekho
Woh Bhi Sambhal Ke Dekho
Tum Aaina Jo Dekho
Woh Bhi Sambhal Ke Dekho
Chanchal Sa Mann Tumhara
Na Faansle Tumhi Ko
Chanchal Sa Man Tumhara
Na Faansle Tumhi Ko


Darpan Se Khud Ko Bachaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi


Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi


O, Patjhad Ho Ya Ho Sawan
Ho Basant Ya Bahaar
Patjhad Ho Ya Ho Sawan
Ho Basant Ya Bahaar
Tere Roop Ka Nazara
Deta Mujhe Qaraar
Tere Roop Ka Nazara
Deta Mujhe Qaraar


Na Jhatka Ke Zulfein Phiraya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi


Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi


Maine Tumse Ye Kaha Tha
Mujhe Saath Le Ke Chalna
Maine Tumse Ye Kaha Tha
Mujhe Saath Le Ke Chalna
Tumne Bhi Yahi Bola
Haan Saath Hi Hai Chalna
Tumne Bhi Yahi Bola
Haan Saath Hi Hai Chalna


Waada Kiya To Nibhaya Karo
Baat Ban Jayegi
Baat Ban Jayegi


Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi


Deewana Kardogi Duniya Ko Tum
Agar Baat Meri Na Manogi Tum


Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi.

Saathiya - Singham Lyrics


Song Name : Saathiya


Movie : Singham

Singer(s) : Shreya Ghoshal And Atul Gogavale



Music Director : Ajay Gogavale, Atul Gogavale


Lyricist : Swanand Kirkire


Lyrics :



Saathiya..
Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya
Chun liya..
Chun liya..
Tujhko devane ne
Chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nahi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)
O…..
Achhi lage
Dil ko mere
Har teri baat re
Saaya tera
Ban ke chalun
Itna hai khwab re…
Tune pe sar
Rakh ke tere
Kat jaye raat re
Beetenge din
Thame tere
Hathon mein hath re
Yeh kya hua mujhe
Mera yeh dil
Phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe
Mera ye jahaan
Badal badal gaya
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)


Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)
O…. neendein nahin
Chaina nahin
Badalun mein karvate..
Taare ginu ya main ginu
Chadar ke sarwate..
Yaadon mein tu
Khwab mein tu
Teri hi chahatein
Jaaun jigar
Dhoonda karun
Teri hi aahate
Yeh jo hai dil mera
Yeh dil suna na
Keh raha yahin
O bhi kya zindagi
Hai zindagi ki
Jis mein tu nahi
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)
Saathiya..
Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya
Chun liya..
Chun liya..
Tujhko devane ne
Chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nahi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)

Sunday, 1 April 2012

Aye Dil Itna Bata De Lyrics


Song Name : Aye Dil Itna Bata De



Movie : Deewane (2000)

Singer(s) : Hariharan


Music Director : Sanjeev-Darshan

Lyricist : Sameer

Lyrics :

Ae Dil, Itna Bataa De, Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai
Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De
Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Ae Dil, Itna Bataa De, Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai...

Ye Dard Kya Hai
Ye Khaab Kya Hai
Anjaani Ye Pyaas Kya Hai
Jo Dhadkanon Laun Mein Dabaa Hai
Aawara Aihsaas Kya Hai
Jaagi Jaagi Rahoon
Soyee Soyee Rahoon
Jaane Kis Baat Mein
Khoyee Khoyee Rahoon
Ae Dil, Itna Bataa De
Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai...

Kya Soch Ke Yoon
Aankhein Jhuki Hain
Na Jaane Kaisi Hayaa Hain
Madhoshiyaan Mein
Behke Kadam Hain
Na Jaane Kaisa Nasha Hai
Dekhnein Jaoon To
Aaina Choom Loon
Matiyoon Mein Kabhi
Bevajha Jhoom Loon
Ae Dil, Itna Bataa De
Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai

Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Hoo, Ae Dil, Itna Bataa De
Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai...

Golmaal Title Lyrics


Song Name : Golmaal


Movie : Golmaal (2006)


Singer(s) : K. K., Shaan, Vishal Dadlani


Music Director : Vishal - Shekhar

Lyricist : Vishal Dadlani



Lyrics :

(Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (2)
jane kyo dil yeh kehne laga hai, abb toh tu dil me rehne laga hai
bas gaya hai tu meree rago me, dil sitam tere sehne laga hai) - (2)
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (2)

(teree baho me aatee hu, mai sare jahan ko bhula ke
lele teree panaho me, tu abb toh gale se lagake) - (2)
if u say u want me, i gotta say u got me
teree chahato me huwa hai yeh hal
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (2)

All around exponentia brand new sound
take the rythm and break it down
feel the subways in da ground
all da gals gonna shake their bump
all da boys gonna bump their bump
when rythm start clapping da body starts slapping
its ?
teree sapno me rehatee hu, mai apnee hee duniya banake
rang bhar de hawao me, tu sapano ko mere saja ke
lov me somebody ? for me
kab tum mere honge hai dil kaa sawal
golmal golmal, everything is gonna be golmal - (2)
jane kyo dil yeh kehne laga hai, abb toh tu dil me rehne laga hai
bas gaya hai tu meree rago me, dil sitam tere sehne laga hai
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (3)
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal

(Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (2)
Jane kyo dil yeh kehne laga hai, abb toh tu dil me rehne laga hai
bas gaya hai tu meree rago me, dil sitam tere sehne laga hai) - (2)
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (2)

(Teree baho me aatee hu, mai sare jahan ko bhula ke
lele teree panaho me, tu abb toh gale se lagake) - (2)
if u say u want me, i gotta say u got me
teree chahato me huwa hai yeh hal
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (2)

All around exponentia brand new sound
take the rythm and break it down
feel the subways in da ground
all da gals gonna shake their bump
all da boys gonna bump their bump
when rythm start clapping da body starts slapping
its ?
Teree sapno me rehatee hu, mai apnee hee duniya banake
rang bhar de hawao me, tu sapano ko mere saja ke
lov me somebody ? for me
kab tum mere honge hai dil kaa sawal
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (2)
jane kyo dil yeh kehne laga hai, abb toh tu dil me rehne laga hai
bas gaya hai tu meree rago me, dil sitam tere sehne laga hai
Golmal Golmal, everything is gonna be Golmal - (3)

Premi Ashiq Awara Lyrics


Song Name : Premi Ashiq Awara


Movie : Phool Aur Kante (1991)
File:Phool Aur Kaantefilm.jpg

Singer(s) : Kumar Sanu

Music Director : Nadeem-Shravan

Lyricist : Sameer

Lyrics :


Premi, Aashiq, Aawara 
Paagal, Majnu, Deewana 
Mohabbat ne ye naam hamko diye hain 
Tumhein jo pasand ho, aji farmana 
Dil jaana 
Premi, Aashiq, Aawara


Mehakti jawani, hawa ki rawani 
Hamein yu na tadpa ke ja 
Bahaaron ki raani, haseena deewani 
Na dil aaise dhadaka ke ja 
Maana hai tu har haseen se haseen 
Hoga na ham sa bhi dooja kahi
Bhanvaraa, chhaliya, harjaai 
Paagal, Majnu, Deewana 


Are nakharewali, na de hamko gaali 
Hamein tune jaana nahi 
Gulaabon ki daali, sharaabon ki pyaali 
Hamein yu jalana nahi 
O jaan-e-jaana akadati hai kyon 
Dil waalo pe yu bigadti hai kyon 
Dilbar, anaadi, saudaai 
Paagal, Majnu, Deewana

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More